Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bambai Hamari Bambai Ye Rajdulari Bambai - बम्बई हमारी बम्बई ये राजदुलारी बम्बई
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
bukho ke pet pale nango ke tan ko dhake
girto ko tu hi sambhale majdur ke dil mein jhakein
majdur ke dil mein jhakein majdur ke dil mein jhakein
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
jo marz maratha basti parbhu ki maya barsti
milti hai sabhi ko roti aisi hai teri hasti
aisi hai teri hasti aisi hai teri hasti
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
jo teri baanh me aata wo yahan se fir na jata
is nagri me naa bhed bhaw hai sabse tera nata
hai sabse tera nata hai sabse tera nata
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
bharat ka tu hi chanda
jahan chalta sabka dhandha
tu laila hum sab majnu dil tere pyar ka banda
dil tere pyar ka banda dil tere pyar ka banda
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ehsan kiya hai tune dukh dur kiya hai tune
kitni ajab hai dunia kehti hai bewafa hai
kehti hai bewafa hai kehti hai bewafa hai
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
us taj ke raz dulare jitein hai tere sahare
tu aisa daya ka sagar kashti ko paar lagade
kashti ko paar lagade kashti ko para lagade
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
ye jaan se pyari bambai
jina sikhaya tune apna banaya tune
bambai hamari bambai ye rajdulari bambai
Comments for lyrics of song "Bambai Hamari Bambai Ye Rajdulari Bambai"
WilliamShakespere on Tuesday, November 24, 2009 Great old song...also the name bambai (bombay in english) sounds sooooo
good. I really wish that Indian goverment will change the name of film city
mumbai back to bombay. It was sooo much better. I really miss bombay.
bambaikababu2 on Sunday, May 16, 2010 This is from the Dev Anand starrer Baat Ek Raat Ki released in 1960. Direction Shankar Mukherji, Dialogue by Vrajendra Gaur.
firedup643 on Thursday, June 20, 2013 This is not from 1960 but much later! The Standard Herald cars in the song
indicate that its mid 60s!