Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ban Nahi Paya Jo Mera Humsafar - बन नहीं पाया जो मेरा हमसफ़र
ban nahi paya jo mera
humsafar kehna use
ban nahi paya jo mera
humsafar kehna use
main aaunga ab ke
laut kar kehna use
main aaunga ab ke
laut kar kehna use
ban nahi paya
umar jaise raaste ka
bojh ke reh gayi
umar jaise umar jaise
umar jaise raaste ka
bojh ke reh gayi
kis kadar mehga pada
hai yeh safar kehna use
kis kadar mehga pada
hai yeh safar kehna use
ban nahi paya
jab wo bichhada tha to
khali haath ruksad kiya
jab wo bichhada tha to
khali haath ruksad kiya
jab wo bichhada tha to
kahli haath ruksad kiya
de gaya we sher kehne
ka hunar kehna use
de gaya we sher kehne
ka hunar kehna use
ban nahi paya
pehle rasid saath chalne
par use raazi karo
pehle rasid saath chalne
par use raazi karo
phir hawao mein charago
ka safar kehna use
phir hawao mein charago
ka safar kehna use
ban nahi paya jo mera
humsafar kehna use
main aaunga ab ke
laut kar kehna use
ban nahi paya jo mera
humsafar kehna use
ban nahi paya
Comments for lyrics of song "Ban Nahi Paya Jo Mera Humsafar"
rose123 on Thursday, March 07, 2013 Though with immense talent Hariharan was not so famous and un noticed till
he grow his hair, wear ear rings, braided his hair and painted it.what
is the psychology behind such an attittude change in listeners mind ?
anuarc arcanu on Thursday, September 11, 2014 two maestros at their best, hariji and ustaad!!...way kya baat!! once
listen in a day remains in on the mind whole day!
rahila habib on Friday, December 27, 2013 Bin nhi paya Jo mera. Dilnashein ghazal,,
AineeFAM Vlogger on Monday, April 27, 2015 Kya baat hai !