Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Saira Banu - saira_banu_040.jpg
Saira Banu

Sindbad Alibaba Aur Alladin
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye
3.50 - 4 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=NvWrWxWGrG4

https://www.youtube.com/watch?v=r6C0aAb7Pyo

https://www.youtube.com/watch?v=CSzu3bYeKq4


Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye - बंदा परवर मोहब्बत का सलाम ले लीजिए

idhar magrur baithe hai
udhar majbur baithe hai
unhe aadab karte hai
jo hamse dur baithe hai
banda parwar
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye
banda parwar, banda parwar, banda parwar
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye
banda parwar
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye
le lijiye salam le lijiye
le lijiye salam le lijiye
nigaho se, nigaho se nigaho ka payam le lijiye
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

gulo ki taajgi kah de chaman ki dilkashi kah de
izazat ho to ab tumko hum apni zindagi kah de
ji apni zindagi kah de
apne hai ya paraye hai pahchan lo hame
dildar ho to dil ka khuda man lo hame
isharo ki ye saugate adaao ki ye baraate
tumhare husn ke kisse hamare ishk ki bate
hamare ishk ki bate
sharma ke muh na modo, na modo
wallah dil na todo, na todo
dunia to hai diwani dunia ki baat chodo
chhodo dunia ki baat chodo
ji chhodo dunia ki baat chodo
buri chiz hai ya bhali chiz hai
mohabbat bade kaam ki chiz hai
jane jana
jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka
jane jana, jana jana
jane jana sila dijiye hame bhi chahat ka
chahat ka, chahat ka hame bhi chahat ka
ha jara sa
ha jara sa murabbse bhi kaam le lijiye
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

badar ho kahkasha ho tum
chaman ho gulsita ho tum
mohabbat tumse jinda hai
mohabbat ka jaha ho tum
mohabbat ka jaha ho tum
joshe junun se hamne bada kaam le liya
sar pe tumhare ishk ka ilzam le liya
mere dil ki sada banke
ada banke haya banke
banya hai mujhe sufi to rahna sufiya banke
to rahna sufiya banke
dushman ke war sare sare bekar honge pyare
aisa sabak sikha de
dekhe ye din me tare tare
dekhe ye din me tare
ji tare dekhe ye din me tare
jawa zindagi bhar irade rahe
hamesha salamat ye wade rahe
sare wade ha
sare wade sabhi kasme hamari janib se
sare wade, wade, wade
sare wade sabhi kasme hamari janib se
janib se hamari janib se
ho sake to aji ho sake to
ho sake to jawani ke hi naam le lijiye
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye

junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka
junun ki bekarari ka nazar ki raazdari ka
jamana imtiha lega hamari ja nisari ka
shamo shahar se kah do kah do
darde jigar se kah do kah do
pahle najar ko samjhe apni najar se kah do
kah do apni najar se kah do
kah do apni najar se kah do
najar ne ye jhuk kar nazar se kaha
mohabbat khudi hai mohabbat khuda
naze dilbar ha
naze dilbar sukune dil karare jaan banke
naze dilbar, dilbar, dilbar
naze dilbar sukune dil karare jaan banke
jaan bake karare jaan bake
mere arman
mere arman tamannaye tamam le lijiye
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye
banda parwar mohabbat ka salam le lijiye


lyrics of song Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye

Comments for lyrics of song "Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye"
TheDeepakp on Tuesday, September 01, 2015
Film cast: Pradeep Kumar, Sayeeda Khan, Agha, Zohra, Bhagwan, Ulhas, Monoo
Mumtaz, Harilal
Singer: Mohammed Rafi, Manna Dey, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Meenu
Purushottam
Lyricist: S H Bihari
Music Director: Ravi
Film Director: P N Arora



Film cast: Pradeep Kumar, Sayeeda Khan, Agha, Zohra, Bhagwan, Ulhas, Monoo Mumtaz, Harilal
Singer: Mohammed Rafi, Manna Dey, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Meenu Purushottam
Lyricist: S H Bihari
Music Director: Ravi
Film Director: P N Arora
External Links: Sindbad Alibaba Aur Alladin at IMDB    
Watch Full Movie: Sindbad Alibaba Aur Alladin at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Bawre Nain (1950)
Bawre Nain (1950)
Guide (1965)
Guide (1965)
Mr. & Mrs. 55 (1955)
Mr. & Mrs. 55 (1955)
Anhonee (1973)
Anhonee (1973)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy