|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Banjaare - बंजारेjise zindagi dhoondh rahi hai
kya ye woh makaam mera hai
yahan chain se bas ruk jaun
kyon dil ye mujhe kahta hai
jazbaat naye se mile hain
jaane kya asar ye huaa hai
ik aas mili phir mujhko
jo qubool kisi ne kiya hai
kisi shaayar ki ghazal
jo de rooh ko sukoon ke pal
koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar
main mausam ki sehar yaa sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar
jaise koi kinaara
deta ho sahaara
mujhe wo mila kisi mod par
koi raat ka taara
karta ho ujaala
waise hi roshan kare woh shehar
dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar hua
jeena mujhe woh phir se woh sikha raha
hm jaise baarish kar de tar yaa marham dard par
koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar
mai mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar
muskaata yeh chehra
deta hai jo pehraa
jaane chhupata kya dil ka samandar
auro ko to hardam saaya deta hai
woh dhoop me hai khada khud magar
chot lagi hai usey phir kyon
mehsoos mujhe ho raha hai
dil tu bata de kya hai iraada tera
main parinda besabar tha uda jo darbadar
koi mujhko yun mila hai jaise banjarey ko ghar
main mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjarey ko ghar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
|
Comments for lyrics of song "Banjaare" |
|
Mansi Patel on Monday, August 18, 2014 Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai
Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...
Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe phir se woh sikha raha
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey,
Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai iraada tera
Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar...
Jaise banjare ko ghar.
money mckenzie on Tuesday, December 01, 2015 I really love this movie because unlike your typical storyline where your
all good hero beats an evil villain this ones got an imperfect protagonist
ie an anti-hero.
veer singh on Wednesday, December 24, 2014 Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
this song dedicated my love
Saif Rehman on Thursday, July 02, 2015 This song has something very touchy about it, very different ... Every time
I listen to it I have very amazing feelings.
aashi ayush on Sunday, September 27, 2015 am very attached to this song really this song is superb words r not enough
to describe the wonderfulness in this song
|
View all 303 comments related to song Banjaare - बंजारे |
Ek Villain |
Film cast: | Sidharth Malhotra, Riteish Deshmukh, Shraddha Kapoor, Kamaal Rashid Khan, Shaad Randhawa, Remo Fernandes | Singer: | Ankit Tiwari | Lyricist: | Manoj Muntashir | Music Director: | Ankit Tiwari | Film Director: | Mohit Suri | Film Producer: | Ekta Kapoor | External Links: | Ek Villain at IMDB Ek Villain at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|