|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Barso Ke Bad Dekha - बरसों के बाद देखा barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
husno shbaab uska
kya hain saja saja sa
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
ye zindagi safar hain
ye zindagi safar hain
manjil bhi hain ye lekin
manjil bhi hain ye lekin
tujhsa hasi agar ho
jine ka aasra ho
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
mere liye na jane
mere liye na jane
kyu ban gaya kayamat
kyu ban gaya kayamat
surat se lag raha hain
masum sa bhala sa
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
pariyon ke jamghate me
pariyon ke jamghate me
kitna hasin manjar
kitna hasin manjar
itne hujum me bhi
lagta hain wo juda sa
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
chahat se kitni humne
chahat se kitni humne
ek dusre ko dekha
ek dusre ko dekha
main bhi tha jaise pyasa
wo bhi tha jaise pyasa
main bhi tha jaise pyasa
wo bhi tha jaise pyasa
barso ke baad dekha
mehbub dilruba sa
|
Comments for lyrics of song "Barso Ke Bad Dekha" |
|
Iqbal Yacoob on Sunday, December 07, 2014 Thank U ;)
|
Rama O Rama |
Film cast: | Raj Babbar, Kimi Katkar, Aasif Sheikh, Pran, Kiran Kumar, Raza Murad, Gulshan Grover, Shammi, Shiva Rindan | Singer: | Mohammad Aziz, Asha Bhosle, Amit Kumar, Jayashree Shivaram | Lyricist: | Aarif, Anand Bakshi | Music Director: | R D Burman | Film Director: | Mirza Brothers | Film Producer: | Mirza Brothers | External Links: | Rama O Rama at IMDB Rama O Rama at Wikipedia | Watch Full Movie: | Rama O Rama at YouTube Rama O Rama at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|