Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Aishwarya Rai - aishwarya_rai_027.jpg
Aishwarya Rai

Eternity (Jagjit Singh)
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Ghazals
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Bazm-E-Dushman Me Bulate Ho - बज़्म-ए-दुश्मन में

bazm-e-dushman me
bazm-e-dushman me
bulate ho ye kya karte ho
bazm-e-dushman me
dushman me, dushman
bazm-e-dushman me
bulate ho ye kya karte ho
aur fir aankh churate ho
ye kya karte ho
aur fir aankh

baad mere koi, baad mere koi
mujhsa na milega tumko
khak me kisko milate ho
ye kya karte ho

hum to dete nahi, hum to dete nahi
hum to dete nahi, hum to dete nahi
kya ye bhi jabardasti hai
hum to dete nahi, hum to dete nahi
dete nahi, dete nahi
kya ye bhi jabardasti hai
chhin kar dil le jaate ho
ye kya karte ho
chhin kar dil le jaate ho

chhinte chhinte pani ke na do
chhinte pani ke na do
chhinte pani, pani ke na do
chhinte pani ke na do
neend bhari aankho par
chhinte pani ke na do
neend bhari aankho par
sote fitne ko jagate ho
ye kya karte ho, sote fitne ko
chhinte pani ke na do
pani ke na do
chhinte pani ke na do
neend bhari aankho par

sote fitne ko jagate ho
ye kya karte ho
sote, sote fitne ko jagate
sote fitne ko jagate
ye kya karte ho

kho na jaye kahi, kho na jaye kahi
daman ka chhudana muskil
kho na jaye kahi
daman ka chhudana muskil
daman ka chhudana
daman ka chhudana muskil
kho na jaye kahi
daman ka chhudana muskil
mujhko, mujhko diwana banate ho
ye kya karte ho

us sitam kesh ke chamko
me na aana bekhud
aana bekhud, aana bekhud
us sitam kesh ke chamko
me na aana bekhud
haale-e-dil kisko sunate ho
ye kya karte ho

bazm-e-dushman me
dushman me, dushman me
ya rab, ya rab
gam e mahjido me
ya rab, ya rab
itna kiya hota
jo haath jigar par hai
wo daste dua hota
jo haath jigar par hai
wo daste dua hota
ya rab gam e mahjido me

ek isq gam e aafat
aur uspe ye dil aafat
ya dil na diya hota
ya gam na diya hota
ya dil na diya hota

nakam tamnna dil
is soch me rahta hai
nakam tamnna dil
nakam tamnna dil
is soch me rahta hai
yu hota to kya hota
yu hota to kya hota

umeed to bandh jati
umeed, umeed
umeed to bandh jati
taskeem to ho jati
yu hota to kya hota
taskeem to ho jati
wada na wafa karte
wada to kiya hota
wada to

gairo se kaha tumne
gairo se suna tumne
kuch hum se kaha hota
kuch humse se suna hota
ya rab gam e mahjido me
itna to kiya hota
jo hath jigar par hai
badaste dua hota


lyrics of song Bazm-E-Dushman Me Bulate Ho



Singer: Jagjit Singh
Music Director: Jagjit Singh

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Kab Kyon Aur Kahan (1970)
Kab Kyon Aur Kahan (1970)
Dus Numbri (1976)
Dus Numbri (1976)
Nastik (1983)
Nastik (1983)
Hum Dono (1961)
Hum Dono (1961)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy