Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Besharam - Title Song (Remix) - बेशरम
paida nanga hua to kaahe ki kaahe ki sharam
maai baap naa hi naa koi dharam
tedhe medho se kadak, seedhe saado se naram
fun har fun maula hardum aaja sab ko dikha de ban
dil khole seena taane ban
aaja sab ko dikha de ban besharam
dil khole seena taane ban besharam
aaja thumka laga le ban besharam
dil khole seena taane ban besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam
ha kare saare hi karam, daam puche bina hum
waada karke mukarte na hum
shuruaat kare hum, hum hi kare khatam
tod denge tere saare hi bharam
aaja sab ko dikha de ban besharam
dil khole seena taane ban besharam
aaja thumka laga le ban besharam
dil khole seena taane ban besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam
aflaatoon aflaatoon panga lena in my khoon
atrangi atrangi baja dunga sabki pungi
chaal me meri mastiya hasti saari hastiya
jab hilaaun apni taang hile saari duniya
ha dil se bade hi romeo hai harkato se kare dang
pehle toh pyar se manaaye maane nahi toh hogi jung
ungli jis pe rakh de hum chalke aaye woh ulte kadam
dete kisi ko dard jo hum hum hi lagaate hai marham
chhed lenge, chhed lenge tujhi se tujhi ko aaj hum
dil khole seena taane ban besharam
aaja thumka laga le ban besharam
dil khole seena taane ban besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam
be is for beimaan, sha is for shaitaan
rum pee ke jeete hum besharam