Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Betaa Apani Maan Se Kabhi Ruth Bhi Jaae - बेटा अपनी माँ से कभी रूठ भी जाये
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
duniyaa kaa har badhan shayad tut bhi jaye
duniyaa kaa har badhan shayad tut bhi jaye
mamataa ki dori to kabhi tutati nahi
mamataa ki dori to kabhi tutati nahi
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
tune hi sikhalaya mujhe muskurana
tune hi sikhalaya mujhe muskurana
kaise kaha se sikhaa tune ruth jana
bhul hui hai mujhase mujhe maaf kar de
phir naa karugi galati insaf kar de
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
maa ki baho me sara sansar hota hai
maa ki baho me sara sansar hota hai
maa ki aankho me to bas pyar hota hai
duniyaa jalati dhup hai maa ka aachal hai chhaya
vo kismat vala hai jisane maa ko hai paya
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
duniyaa kaa har badhan shayad tut bhi jaye
duniyaa kaa har badhan shayad tut bhi jaye
mamataa ki dori to kabhi tutati nahi
mamataa ki dori to kabhi tutati nahi
beta apani maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apane bete se kabhi ruthati nahi
maa apane bete se kabhi ruthati nahi