Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kuch Log Yaha Par Aise Hai (Bhari Mehfilo Me) - कुछ लोग यहाँ पर ऐसे हैं
kuch log yaha par aise hai
jo khud ko sharif batate hai
hum unki sharafat ke kisse
mehfil walo ko sunate hai
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam
besharmiya hai, hijabo ke pichhe
bichhaye hai kante, gulabo ke pichhe
besharmiya hai, hijabo ke pichhe
bichhaye hai kante, gulabo ke pichhe
chhupaye hai chehre, nakabo ke pichhe
chhupaye hai chehre, nakabo ke pichhe
hans hans ke lete
hans hans ke lete hai ye intkam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam
gul jaanta, gulsita jaanta hai
jami jaanti, aasma jaanta hai
gul jaanta, gulsita jaanta hai
jami jaanti, aasma jaanta hai
hum kya hai, ye sara jahan jaanta hai
hum kya hai, ye sara jahan jaanta hai
ye roj apna
ye roj apna, badlte hai nam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
yahi hai yahi hai, sharifo ka kam
bhari mehfilo me ye peete hai jaam
kisi ki bhi izzat, ye kar de nilam