Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Chala Chal Musafir (Part - I) - क्या पर्वाहगरलुट लिया हैं, अपनों ने घर तेरा
kya parvahgar lut liya hai, apno ne ghar tera
neki hai vo daulat jisko, lut sake na lutera
chala chal musafir, chala chal musafir
chala chal musafir, chala chal musafir
kabhi to milengi madine ki galiya
usi dar pe din hai, usi dar pe duniya
vahi pe khilemgi muradon ki kaliyaan
chala chal musafir, chala chal musafir
har ek aarzu aanshuo me chupa ke
har ek aarzu aanshuo me chupa ke
chale hai baha apna sab kuch luta ke
chale hai baha apna sab kuch luta ke
hai mushkil ka teri vahi hal musafir
hai mushkil ka teri vahi hal musafir
vahi pe khilegi murado ki kaliyaan
chala chal musafir, chala chal musafir
chala chal musafir
barsate andhere ya toofan ki halchal
tu shamma-e-mohabbar jalake badha chal
barsate andhere ya toofan ki halchal
tu shamma-e-mohabbar jalake badha chal
tu shamma-e-mohabbar jalake badha chal
ye chhant jayenge gam ke badal musafir
ye chhant jayenge gam ke badal musafir
vahi pe khilemgi muradon ki kaliyaan
chala chal musafir, chala chal musafir
kabhi to milengi madine ki galiya
usi dar pe din hai, usi dar pe duniya
vahi pe khilegi muradon ki kaliyaan
chala chal musafir, chala chal musafir
chala chal musafir, chala chal musafir
Comments for lyrics of song "Chala Chal Musafir (Part - I)"
prabhakara rao Edara on Saturday, January 11, 2014 Excellent !!! What a great farewell ? What a an enchanting song.?
Mohd. Rafi Sahab's rendition, Raja Mahdi Ali Khan Sahab and
Music Directors Sardar Malik & Madan Mohanhave excelled.
Thanks a lot. for sharing this master piece.