Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Chandani Hai Khoyi Khoyi - चाँदनी है खोयी खोयी
chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hai soyi soyi
nind mere dil ko aye na
chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hai soyi soyi
nind mere dil ko aye na
deewana mausam hai deedar ka, mastana aalam hain ikrar ka
zara fasla ab saha jaye na, nind mere dil ko aye na
nind mere dil ko aye na
deewana mausam hain deedar ka, mastana alam hain ikrar ka
zara fasla ab saha jaye na, nind mere dil ko aye na
nind mere dil ko aye na
chandni hain khoyi khoyi, raat bhi hain soyi soyi
nind mere dil ko aye na
mohabbat ki wadi mehakne lagi, machalne lage jismo jan
kashish arzuo ki aisi jagi, utha chahto ka dhuan
mit jaye duriyon ka gam, adhro ko chum lo sanam
tumko hain meri kasam, jane ja mauka hain ijhahar ka
mastana alam hain ikrar ka, zara fasla ab saha jaye na
nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na
chandani hain khoyi khoyi, raat bhi hain soyi soyi
nind mere dil ko aye na
uthau nazar ya jhukao nazar, tujhe sirf dekha karu
mehkati mehkati yeh shamo sehar, teri rangto se bharu
khwahish ka rang roop hun, bikhri huyi chhav dhoop hun
mujhme hain har jado, sheydai ashiq hu dildar ka
mastana alam hain ikrar ka, zara fasla ab saha jaye na
nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na
nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na
chandani hain khoyi khoyi, rat bhi hain soyi soyi
nind mere dil ko aye na
chandani hain khoyi khoyi, rat bhi hain soyi soyi
nind mere dil ko aye na
deewana mausam hain deedar ka, mastana alam hain ikrar ka
zara fasla ab saha jaye na
nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na
nind mere dil ko aye na nind mere dil ko aye na
Comments for lyrics of song "Chandani Hai Khoyi Khoyi"
Farah Khan on Wednesday, June 06, 2012 she reminds me of parveen bobby
Ali Nasir on Tuesday, May 11, 2010 meera looking nice