Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Chhaiyaan Me Tore Saiyaan Ki - छईयां में तोरे सइयां
pee mohe dhun tune aisi lagayi
pee mohe dhun tune aisi lagayi
mann mein kahin tori preet jagayi
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi ve tohre paas main aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
sajna haan tore preet mein
saaton janam bitana
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
noor ko....
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
rab ne milaya hai humko
phir rehna kaahe door ko
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi tu more paas ve aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
sajni yoon hi tu rehna ji
sajni yoon hi tu rehna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
sajan ve
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki