Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Nargis - nargis_053.jpg
Nargis

Dosti Ki Saugandh
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Chhaon Rahe Prabhu - छाओं रहे प्रभु

chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
ho raam lakhan sa prem humara
raam lakhan sa prem humara
kal ye sara gaon kahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe

hara bhara parivaar hai jisme
khushiyon ke hai phul khile
khushiyon ke hai phul khile
raaj paath jaise sukh humko
tumse maange bina mile
tumse maange bina mile

hara bhara parivaar hai jisme
khushiyon ke hai phul khile
raaj paath jaise sukh humko
tumse maange bina mile
amrit dhara, amrit dhara prem ki sabke
dil ko chhu kar sada bahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe

dharti gagan me, kiran pawan me
charo or hai ram
sita ram radhe shyaam
sita ram radhe shyaam

dharti gagan me, kiran pawan me
charo or hai ram
sita ram radhe shyaam
sita ram radhe shyaam

ramayan me sita ke sang
nahi urmila reh paai
nahi urmila reh paai
abke saath na chute unka
kaushalya ke raghuraai
kaushalya ke raghuraai

ramayan me sita ke sang
nahi urmila reh paai
abke saath na chute unka
kaushalya ke raghuraai
jiwan bhar ko
jiwan bhar ko mile rahe man
birha ka dukh nahi sahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe

dharti gagan me, kiran pawan me
charo or hai ram
sita ram radhe shyaam
sita ram radhe shyaam

dharti gagan me, kiran pawan me
charo or hai ram
sita ram radhe shyaam
sita ram radhe shyaam

dadi teri chhabi lage hai seeta ma ke jaisi
dada ki surat lagti hai raaja raam ke jaisi

dadi teri chhabi lage hai seeta ma ke jaisi
seeta ma ke jaisi
dada ki surat lagti hai raaja raam ke jaisi
raaja raam ke jaisi
bana ayodhya ghar ka aangan
raam raaj yaha sada rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe

chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe
chhaon rahe
chhaon rahe is ghar pe prabhu teri chhaon rahe


lyrics of song Chhaon Rahe Prabhu



Film cast: Shammi Kapoor, Ronit Roy, Upasna Singh, Shakti Kapoor, Kader Khan, Pran, Sujit Kumar
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik, Surinder Kohli, Poornima, Suresh Wadkar, Mahendra Kapoor, Anupama Deshpande, Anwar
Lyricist: Dev Kohli, Ravinder Rawal
Music Director: Surinder Kohli
Film Director: Mohanji Prasad
External Links: Dosti Ki Saugandh at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Meri Surat Teri Aankhen (1963)
Meri Surat Teri Aankhen (1963)
Karma (1986)
Karma (1986)
Betaab (1983)
Betaab (1983)
Toofan Aur Deeya (1956)
Toofan Aur Deeya (1956)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy