Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Daane Daane Pe Likhaa Hai Khaane Waale Kaa Naam - दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
koyi kitna amir ho yaa kitna garib
paaye utna hi jitna hai uska nasib
koyi kitna amir ho yaa kitna garib
paaye utna hi jitna hai uska nasib
aage maalik ke chalta nahi koyi daam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
teri qismat ki likhi huyi hai kitaab
tere ek ek din kaa hai usme hisaab
teri qismat ki likhi huyi hai kitaab
tere ek ek din kaa hai usme hisaab
tere bas me naa subah hai naa teri shaam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
kabhi garmi ki mauj kabhi baarish kaa rang
aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang
kabhi garmi ki mauj kabhi baarish kaa rang
aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang
chaand suraj zamin sab uske gulaam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
lene waale karod dene waala ek raam
Comments for lyrics of song "Daane Daane Pe Likhaa Hai Khaane Waale Kaa Naam"
nardnardn on Thursday, January 05, 2012 Good song , with lyrics full of meaning. Thanks. Dev is endearing. Thanks.
CR's music and voice go well together.
Murtuza H on Wednesday, November 19, 2014 "kahan gaye wo log aur wo din".
"lene wale karod, dene wala ek raam", what a fantastic line it is.
Suresh Amolik on Tuesday, March 24, 2015 very good song sung by Rramchandra chitalkar surprisingly the voice also
match to Ddev saheb
aceji on Sunday, September 12, 2010 GREAT LYRICS by Rajendra Krishan SUNG BY C Ramchandra on his own music.
wlaraj123 on Thursday, November 03, 2011 Rajinder Krishan was a genius. simpe words. deep meaning