Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dard-E-Dil Badhta Jaye Sari Sari Rat Neend Na Aaye - दर्द-ए-दिल बढ़ता जाए सारी सारी रात नींद ना आये
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
kar koi jatan o bairi sajan
de dawa koi aisi ke chain aa jaye
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
kar koi jatan o bairi sajan
de dawa koi aisi ke chain aa jaye
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
nahi vaid ka ye kaam dil pukare tera naam
aankhe karti hai salam palke deti hai payam
tere bina suni suni haye mere armano ki mahfil
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
kaise rat gujaru mai baithi dur niharu mai
uljhi julf sawaru mai tadpu or pukaru mai
ya to tujhe mujhse pyar nahi piya
ya tu hai bujdil
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
sunle pyar ki fariyad karde aaj dil abaad
ye jidd chhod de saiyad warna dekh rakhna yaad
mar jaungi mai tera jina kar dungi muhskil
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
kar koi jatan o bairi sajan
de dawa koi aisi ke chain aa jaye
dard-e-dil badhta jaye
sari sari rat nind na aaye
Comments for lyrics of song "Dard-E-Dil Badhta Jaye Sari Sari Rat Neend Na Aaye"
Altamash Azeem on Monday, June 06, 2011 ashgulab saab yeh ek seducitve gaana hai Isliye Binduji ka kamaal haazir
hai. Still a great song by all involved
Altamash Azeem on Wednesday, May 11, 2011 WAH KYA BAAT HAI. ITNA PYARA GANA , AWAAZ AND ABOVE ALL ...LAXMIKANT
PYARELAL SABO KA MUSIC..WAH WAH
ashgulab on Tuesday, May 24, 2011 Gaana bahut meethahai par iska picturisation utna hi kamzor hai Yeh video dekhne se pehle main iski imagination farida jalal par karta tha kyunki yeh bahut he meetha aur shararati geet lagta hai.
Dwarikanath Tripathy on Sunday, March 24, 2013 What a musical compose fit song for carbret dense.