Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dekho Jidhar Bhii - देखो जिधर भी
dekho jidhar bhi lutte nagar hai
jalti hai bastiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
dekho jidhar bhi lutte nagar hai
jalti hai bastiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
galiyo me kyu bahta hai khoon
insaan ko hai kaisa junun
galiyo me kyu bahta hai khoon
insaa ko hai kaisa junun
kyu mit gayi hai insaniyat ki
sari nishaniya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
dekho jidhar bhi lutte nagar hai
jalti hai bastiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
har aankh hai aansu liye
bujhne lage dil ke diye
har aankh hai aansu liye
bujhne lage dil ke diye
chehro pe aaj karti hai raj
gahri udasiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
dekho jidhar bhi lutte nagar hai
jalti hai bastiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
jalim ko kyu sab maaf hai
ye bhi koi insaaf hai
jalim ko kyu sab maaf hai
ye bhi koi insaaf hai
shehro ne le li hai junglo ki
sari buraiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
dekho jidhar bhi lutte nagar hai
jalti hai bastiya
hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Comments for lyrics of song "Dekho Jidhar Bhii"
krishnan on Saturday, July 04, 2015 Brilliant composition of Bappida and soulful singing by Kumar
Sanu.Excellent Orchestration which makes the song more beautiful