Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Ja Raha Hai - अर्थी नहीं नारी का संसार जा रहा है
dulhan bani ek abhagini piya ki arthi leke chali
sati hone chali wo suhagani
arthi nahi nari ka sansar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bajta tha jivan git do sanso ke taro me
do sanso ke taro me
tuta hai dukh ka tar wo ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari
jalti rahe chingari
jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari
ujle ko ab jivan ka angar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
aise bichhde do sathi bhavsagar ki laharo me
aise bichhde do sathi
sajni majhdar sajan us par ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
Comments for lyrics of song "Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Ja Raha Hai"
Harjap Aujla on Thursday, March 28, 2013 A great melody. It brings the best out of Chitra Gupt. Poet Gopal Singh
Nepali has created a masterpiece.
BKDebta on Thursday, July 29, 2010 thanks..i was looking out for this song.thanks again.
sanjeev Baidya on Sunday, August 11, 2013 naag panchami is clebrated in all over Nepal
sanjeev Baidya on Sunday, August 11, 2013 Naag devata kee Jay.