Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar - दिल का फरेब जब कोई गुलनार
dil ke saude me farishte bhi gunehgar bane
sej ke naam pe jinke liye manjar bane
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
aur khun se wafao ka afsana likh gayi
ulfat ki bazi jeet ke bhi haar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
yu to ye us kaniz ka manjar hai jarur
hai dafan magar isme shahenshaho ka garur
muglo ka har garur ye diwar kha gayi
diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
Comments for lyrics of song "Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar"
khushy100 on Sunday, May 13, 2012 Film - Jism Ka Rishta (Aashiana) 1986/1982,
MD - Jagjit Singh,
Lyricists - Madan Pal,
Singer - Mohd.Rafi
One of the most beautiful song of our king of melody from Mohammed Rafi Sahib, Khushy100, Mubarak.