Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Ke Kareeb Ho Tum, Mera Naseeb Ho Tum - दिल के करीब हो तुम, मेरा नसीब हो तुम
ek dooje ke liye bane hum
roohani hai pyar
haan ek dooje ke liye bane hum
roohani hai pyar
dil ke kareeb ho tum
mera naseeb ho tum
dil ke kareeb ho tum
haan mera naseeb ho tum
in haathon ki har rekha mein
tum rehte ho yaar
dil ke kareeb ho tum
mera naseeb ho tum
dil ke kareeb ho tum
haan mera naseeb ho tum
chahte hain kitna tumko
keh nahi sakte
hoke juda tumse
reh nahi sakte
ho chahte hain kitna tumko
keh nahi sakte
hoke juda tumse
reh nahi sakte
tum andheron mein
tum ho ujalo mein
tumko basaya maine
khwaabon khayalon mein
ab to mera tum bin ek pal
jeena hain dushwar
dil ke kareeb ho tum
mera naseeb ho tum
dil ke kareeb ho tum
haan mera naseeb ho tum