Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Mein Baji Pyar Ki Shehnaiyan - दिल मे बजी प्रेम की शहनिया
dil me baje pyar ki shehanaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
dur huya gam ka nasha, mujhko khushi mil gayi
jhum uthi duniya meri, dil ki kali khil gayi
dil mera lene laga angadaiya, angadaiya, angadaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
aane laga dil ko maja unse mulakat ka
aane laga dil ko maja unse mulakat ka
aa din bhi mere rat meri dar mujhe kis bat ka
din bhi mere rat meri dar mujhe kis bat ka
sath hai mere meri parachhaiya, parachhaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
pyar bhare git mere lab pe hai aaye huye
pyar bhare git mere lab pe hai aaye huye
ek naya bhed mera dil hai chhupaye huye
ek naya bhed mera dil hai chhupaye huye
koi na samjhi gayi gaharaiya, gaharaiya
aa gaye wo, aa gaye wo mit gayi tanhaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
dil me baje pyar ki shehanaiya
Comments for lyrics of song "Dil Mein Baji Pyar Ki Shehnaiyan"
rumahale on Wednesday, January 21, 2009 Nice one from Meena Kumari. Thanks for the upload.