Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dub Jaaye Jo Qisamat Kaa Taaraa - डूब जाये जो क़िस्मत का तारा
dub jaaye
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye
o chaand suraj ho roshan hame kyaa
o koi phula kaa gulshan hame kyaa
ek samadhi jivan hamaaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye
aisaa uljhaa hai kaato me daaman
apani parchhai hai apni dushman
laakh tufaan hai
laakh tufaan hai aur ek bechara
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye
o rah gai aarzu nazar me
o bas fasi apni naiya bhanvar me
jab nazar aa rahaa thaa kinaaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye jo kismat kaa taaraa
koi hotaa nahi phir sahaaraa
dub jaaye
Comments for lyrics of song "Dub Jaaye Jo Qisamat Kaa Taaraa"
Moid Hasan on Thursday, July 14, 2011 A heart rending song sung by songstress Lata ,this song contains an antra
that is not included in the film.
jasbongy on Thursday, August 05, 2010 Lata ji sings from her soul with emotions which touch listener's heart.
Thanks AjayBhaiya. Love. Didi.
waqasejazkhan on Monday, July 30, 2012 Wonderful song. I used to listen this song 30 years back on tape recorder.
Nothing succeeds in this world like success and vice versa.
amsharanx on Sunday, October 13, 2013 Very nice song and I cherish listening to it many times. Thanks for
uploading Ajayjee.
V. Siddhartha on Thursday, May 24, 2012 Another CR-Lata product of immense sweetness mixed with deep pathos.
Thanks, Ajay.