|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Dukh Dard Bhare Dil Ka Kahe - दुख दर्द भरे दिल का कहे dukh dard bhare dil ka kahe kis se fasana
hum apne hi hatho se huye gam ka nishana
dukh dard bhare dil ka kahe kis se fasana
hum apne hi hatho se huya gam ka nishana
malum na tha aise bhi din aayenge
apne din aayenge apne
malum na tha aise bhi din aayenge
apne din aayenge apne
ro ro ke bhi hum gayenge khusiyo ka tarana
hum apne hi hatho se huye gam ka nishana
murjha gayi khud kahake ye ummid ki kaliya
ummid ki kaliya
murjha gayi khud kahake ye ummid ki kaliya
ummid ki kaliya
dekha bhi nahi humne baharo ka jamana
hum apne hi hatho se huye gam ka nishana
jab ho gaye barbad to aaya hai samjh me
aaya hai samjh me
jab ho gaye barbad to aaya hai samjh me
aaya hai samjh me
is duniya me kaun apna hai aur kaun begana
hum apne hi hatho se huye gam ka nishana
dukh dard bhare dil ka kahe kis se fasana
hum apne hi hatho se huye gam ka nishana
Saudamini |
Film cast: | Bikram Kapoor, Sona Chatterjee, Leela Chitnis, P Joshi, Cuckoo | Singer: | Mohantara Talpade, Geeta Dutt, Chitragupt, Zohrabai Ambalewali, Mohammed Rafi, Uma Devi | Lyricist: | Anjum Pilibhiti, B.D. Mishra, Joshi, Arjun | Music Director: | S N Tripathi | Film Director: | P C Joshi | External Links: | Saudamini at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|