Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Guru Dutt - guru_dutt_007.jpg
Guru Dutt

Mr. Chakram
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.83 - 6 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.83
Total Vote(s) : 6
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi - दुनिया में बादशाह है तो है वो भी आदमी

duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi
aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi
aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

papo se mar gaya hai to hai vo bhi aadmi
are murga jo kha raha hai to hai vo bhi aadmi
tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi
tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

kaise banaye aadmi ko yaar aadmi
hai aadmi ke bich me diwaar aadmi
thane me ek mai hu giraftaar aadmi
ek thanedar thane ka mukhtaar aadmi
jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi
jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

ye paisa aadmi se jo chahe wahi karaye
ghode ke badle aadmi riksha me dhota jaye
har aadmi ko padi paise ki haye haye haye haye
paise jhela haye haye
jag ka mela haye haye
aaye akela haye haye
jaye akela haye haye
aankh ka anjan haye haye
dant ka manjan haye haye
dant nikale haye haye
jaan ke laale haye haye
tu hi bacha le haye haye
giraftari haye haye, bambari haye haye
duniyadari haye haye, chor bajari haye haye
thirkadaari haye haye, haye haye haye haye
haye haye haye haye, haye haye haye haye
haye haye haye haye
ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi
ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

har aadmi ko padi paise ki haye haye
paise ki khatir aadmi bandar kahi nachaye
mai bhi hu ek aadmi chakram hai mera naam
hindu ko raam raam, musalmaan ko salam
do boot ek sut se chalta hai kaam
atom ke bomb ka hai koi aadmi gulam
jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi
jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi
duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi


lyrics of song Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi

Comments for lyrics of song "Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi"
surindersidhu00 on Monday, April 04, 2011
@BasheerAhmedKhan565a Thank you very much for like this rare gem by GREAT
RAFI SAAB

M. S. Zaman on Tuesday, July 16, 2013
Yeh Urdu ke mashhoor shair Nazeer Akbarabadi ki mashhoor nazm hai

surindersidhu00 on Thursday, April 07, 2011
@murtazaghullam Geet pasand karne ka bahut bahut shukriya

surindersidhu00 on Tuesday, July 16, 2013
Thanks for more information about this song...

Gm B on Thursday, April 07, 2011
sidhu bhai badiya song, thanx for uploading

View all 8 comments related to song Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi - दुनिया में बादशाह है तो है वो भी आदमी


Film cast: Chandrashekhar, Shyama, J Om Prakash, Ranjana Randhir
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Lyricist: J Nakshab
Music Director: Husnlal Bhagatram
Film Director: S P Bakshi
External Links: Mr. Chakram at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Mere Sanam (1965)
Mere Sanam (1965)
Kaalia (1981)
Kaalia (1981)
Anjaam (1994)
Anjaam (1994)
Aap Ki Kasam (1974)
Aap Ki Kasam (1974)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy