Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Duniya Pe Bhi Nazar Kar Aasman Wale - ऐ दो जहान वाले ऐ दो जहान वाले
aye do jahan wale aye do jahan wale
dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale
aye do jahan wale
dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale
aye do jahan wale aye do jahan wale
phulo me tulne wale kanto pe so rahe hai
phulo me tulne wale kanto pe so rahe hai
kismat ko ro rahe hai barbad ho rahe hai
aankho ke sath mil kar rote hai dil ke chhaale
rote hai dil ke chhaale aye do jahan wale
dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale
aye do jahan wale aye do jahan wale
hotho ki muskurahat dunia ne chhin li hai
hotho ki muskurahat dunia ne chhin li hai
paamal har khushi hai barbad zindagi hai
fariyad kya kare hum muh par pade hai tale
muh par pade hai tale aye do jahan wale
dunia pe bhi nazar kar aye aasman wale
aye do jahan wale aye do jahan wale
Comments for lyrics of song "Duniya Pe Bhi Nazar Kar Aasman Wale"
Riaz Ali on Wednesday, January 05, 2011 phoolon mein tulne wale , kanton pe so rahain hain kismat ko ro rahain
hain, barbaad ho rahain hain kaanton ke saath milkar rote hain dil ke
chhaale Bahut hi khoob... Ki zindagi ne es tarah taskeen ki talaash
Deewangi ne khwaab main jaise safar kiya. Thanks.and hope for such classic
uploads.
akarshik on Thursday, January 06, 2011 Nodoubt it is classic of that Era dharmesh jee. Enjoyed this sad melody.
Thanks for sharing.
dramjadparvez on Wednesday, January 05, 2011 Its a melodious appeal to Aei Di Jahan Waley! Enjoy the strength of the
melody!
aapindi on Friday, January 07, 2011 singing style suggests zohra bai!
Vidur Sury on Wednesday, February 16, 2011 Zeenat Begum definitely