|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Dushman Ko Bhi Sine Se Lagana Nahi Bhule - दुश्मन को भी सीने से लगाना नहीं भूलेdushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
tum aankho ki barsaat bachaaye huye rakhna
tum aankho ki barsaat bachaaye huye rakhna
kuch log abhi aag lagaana nahi bhule
kuch log abhi aag lagaana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
ye baat alag haath qalam ho gaye apne
ye baat alag haath qalam ho gaye apne
hum aapki tasvir bananaa nahi bhule
hum aapki tasvir bananaa nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
ik umr huyi main to hansi bhul chuka hun
ik umr huyi main to hansi bhul chuka hun
tum ab bhi mere dil ko dukhaana nahi bhule
tum ab bhi mere dil ko dukhaana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
hum apne buzurgo ka zamana nahi bhule
dushman ko bhi sine se lagana nahi bhule
|
Comments for lyrics of song "Dushman Ko Bhi Sine Se Lagana Nahi Bhule" |
|
Vishal Dhavan on Wednesday, August 22, 2012 Dushman ko bhee seene se lagana nahin bhoole Hum apne buzurgon ka zamana
nahin bhoole... Tum aankhon ki barsaat bachaaye huye rakhna Kuch log abhi
aag lagaana nahin bhoole... Ye baat alag haath qalam ho gaye apne Hum aapki
tasveer bananaa nahin bhoole... Ik umr huyee main to hansi bhool chuka hoon
Tum ab bhee mere dil to dukhaana nahin bhoole... Ecstasies Music Director:
Talat Aziz Year : 1996 Album Artist : Jagjit Singh Label : Saregama
0712alimehdi on Saturday, October 15, 2011 he is no more with us. he was one of its kind & nobody will be like him till the end of this world. my association with his voice since 1980. i will mis him rest of my life. ghazal lost its king. his voice and selections were matcless. his compsitions were awsome.
hardeep khachar on Wednesday, May 30, 2012 What a great ghazal! Its really sad that world has lost such a great singer
and human being. His magical voice will remain still in his fans heart.
Hardip frm Aus
Ranjan Gupta on Tuesday, January 07, 2014 Bade dino bad koi ansuni gazal mili... aur wo bhi jagjit sahab ki... maza
aa gaya ... thanks to FM Rainbow jaha maine ye gazal suni...
Ranjan Gupta on Tuesday, January 07, 2014 Bade dino bad koi ansuni gazal mili... aur wo bhi jagjit sahab ki... maza
aa gaya ... thanks to FM Rainbow jaha maine ye gazal suni...
|
View all 14 comments related to song Dushman Ko Bhi Sine Se Lagana Nahi Bhule - दुश्मन को भी सीने से लगाना नहीं भूले |
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|