Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Adhuri Si Mulakat Hui Thi Jinse - एक अधूरी सी मुलाकात हुई थी जिनसे
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jane ab un se mulakat ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab
kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab
fir na aane ka sabab, ruth ke jane ka sabab
puchte unse mager, bat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jinse
meri khamosh mohabbat na samjha koi
meri khamosh mohabbat na samjha koi
dil yuhi choad gaya aag me jalta koi
dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
thak gaye paav mager koi saya na mila
unki julafo ke tale raat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
zindagi bhar ka bhandhan hai na tutega kabhi
do ghadi bhi mager ab sath kabhi, ab sath ho ke na ho
jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jane ab un se mulakat ho ke na ho
Comments for lyrics of song "Ek Adhuri Si Mulakat Hui Thi Jinse"
shahzou on Wednesday, February 03, 2010 One of the best sad love songs ever. Some of the words define my life. "Meri khamosh mohabbat ko na samjha koyi". "Phir yunhi chor gaya aag mein jalta koyi, dil pey ab pyaar ki barsaat kabhi ho key na ho". 'Jiss hansi raah pey hum saat chaley the kuch din". I just wish there were someone who could feel the meaning of these words as deeply as I do.
Manoj Kureel on Thursday, September 15, 2011 what a great song..!! from film Naakhuda..lyrics writer Nida Fazli..music
Khayyam..singers mahendra kapoor n Bhupinder
RAISHATEGIRLS on Monday, November 01, 2010 Really close to my life its like my own life. all words touching my heart.
Madhu Matharu on Sunday, July 25, 2010 wow , its remind me some special days of my life ...awesome song
chaand3881 on Saturday, October 29, 2011 A great song and feelings are best