Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Dhara Ek Jan Gan - एक धरा एक जन गन
lamha lamha aankho me bahe, chup rehke pal pal fisle
hatho se magar kuch kehke
yaade chhalti sapna banke aur kshitiz tak dur kinare
jaise taare choti jungnu jaise aasha, ek dilasa ek dilasa
lamha lamha aankho me bahe, chup rehke
gumsum gumsum sehmi sanse, chup rehke pal pal fisle
dil ki dhadkan kuch kehke
thagne aaye ghor andhera aur kashitiz tak dur kinaare
par naa hare purab nabh me ek sitara jag ujiyaara, jag ujiyaara
faili dur tak zamin aur uncha aasmaan, mil rahe yahi
kyu na chhod chhad kar samay ko rok kar bas rahe yahi
chhod ke dagar gum hai disha jaise
aur khojne ki bhi koi fikar nahi
ek taar se baandh rahe man ko
aur bolne ki bhi ek wajah nahi
chhalati agni purvar ye dhara aur paani
har pal karte praano me sarjan milkar hi
kan kan judta banta jeevan aur hawaaye sab jag behti
aazadi se ek dhara ke jan gan saare sab hi pyare, sab hi pyare
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera