Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Ghar Banaye Sapne Sajaye - एक घर बनाए, सपनें सजाए
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
ek hoke jhume, ek hoke gaaye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
parvato ki chhanv tale, bas raha jahan kahin
bas raha jahan kahin
aankho me khaab liye, tu bhi chali aa wahin
tu bhi chali aa wahin
ho janeja janeja
kaliyo ko dhundhe, phulo ko laye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
kadam kadam hariyali, raaho me kho chale
raaho me kho chale
har nisha ke sath sath, hum tumhare ho chale
hum tumhare ho chale
o janeja o janeja
dhup chhanv khele, dhup chhanv paye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
sath sath chal rahi hai, kyu hawa bahar ki
kyu hawa bahar ki
baat ye bhi sun chuki hai, tere mere pyar ki
tere mere pyar ki
o janeja janeja
khushbuye samete, mahak dhundh laye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
subah sham beetegi, tere intzar me
tere intzar me
phul gunth rakhungi, sajan dwar dwar me
sajan dwar dwar me
o janeja o janeja
ek sham khoye, ek sham paye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
kagazo ke half meri, aankh me pighal gaye
aankh me pighal gaye
dekhlo sajan ye teri, shakl me badal gaye
shakl me badal gaye
o janeja o janeja
kuch yaad rakhe, kuch bhul jaye
hum yaha, hum yaha
ek ghar banaye, sapne sajaye
hum yaha, hum yaha
ek hoke jhume, ek hoke gaaye
hum yaha, hum yaha
hum yaha, hum yaha
hum yaha, hum yaha
hum yaha, hum yaha