Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Tahzeebo Ka Sangam Hai - एक तहज़ीबो का संगम है
ek tahzibo ka sangam hai
jise duniya bharat kehti hai
tulsi ke doho ke sang
tulsi ke doho ke sang
galib ki gajal bhi rehti hai
ye bharat hai
mera bharat hai
mera bharat hai
ek tahzibo ka sangam hai
jise duniya bharat kehti hai
ek tahzibo ka sangam hai
jise duniya bharat kehti hai
tulsi ke doho ke sang
tulsi ke doho ke sang
galib ki gajal bhi rehti hai
ye bharat hai
mera bharat hai
mera bharat hai
o ho oooooo
o ho oooooo
o ho o ho o ho ho ho
bharat ka badan koi kaat sake
aisi koi shamsheer nahi
bharat ka badan koi kaat sake
aisi koi shamshir nahi
khun itna diya shahido ne
ganga me jitna neer nahi
sari komo ka hak is par
sari komo ka hak is par
kisi ek ki ye jagir nahi
ye bharat hai
mera bharat hai
mera bharat hai
guruo ne hume jo gyan diya
us gyan ko kaise bantoge
guruo ne hume jo gyan diya
us gyan ko kaise bantoge
vedo ko kaise bantoge
kuran ko kaise bantoge
har majhab ki ye dharti maa
har majhab ki ye dharti maa
tum maa ko kaise bantoge
ye bharat hai
mera bharat hai
tera bharat hai ooo
ek tahzibo ka sangam hai
jise duniya bharat kehti hai ooooo
ek tahzibo ka sangam hai
jise duniya bharat kehti hai
tulsi ke doho ke sang
tulsi ke doho ke sang
galib ki gajal bhi rehti hai
ye bharat hai
mera bharat hai
mera bharat hai
ye bharat hai
mera bharat hai
mera bharat hai