Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Tasveer Ek Murat Hai - एक तस्वीर एक मूरत है
ek tasveer ek murat hai
haye vo kitni khubsurat hai
lage unki suratiya kuch aisi bhali
lage unki suratiya kuch aisi bhali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
bate vo karte hai aisi kamal ki
jaise umariya ho pandhra saal ki
soch le soch le nikle chonchle
isi liye to kahi dal na gale
lage unki suratiya kuch aisi bhali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
chipku bhi aise ke jane ka naam na le
ghadi hai bandh rakhi lekin kaam na le
jaha bhi tham gaye samjho ke jam gaye
din se rat hui rat si dhali
lage unki suratiya kuch aisi bhali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
rakhte hai tajurba wo har bat ka
dekhnge darwaja kabhi hawalat ka
muft ka bangla baahar jangla
khayenge baithe baithe moong ki fali
lage unki suratiya kuch aisi bhali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
jaise kauae ki chonch me anaar ki kali
Comments for lyrics of song "Ek Tasveer Ek Murat Hai"
TheDeepakp on Sunday, May 03, 2015 Film cast: Rajendra Kumar, Kamini Kadam, Pran, Anwar, Kumar, Naaz, Bipin
Gupta, Leela Mishra
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Usha Mangeshkar
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Chitragupt
Film Director: V M Vyas
Film Producer: Trikambhai Dave
V. Siddhartha on Wednesday, October 14, 2009 A playful song with below average lyrics, but enormously pleasing to the
ears because of the melodious voice of LM and Chitragupta's wonderful
composition.