Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Gham E Yaar Se Shikayat Kabhi Thi Naa - गम-ऐ-यार से शिकायत
gam-e-yaar se shikayat
gam-e-yaar se shikayat, kabhi thi na hai na hogi
hume gair se mohabbat
hume gair se mohabbat, kabhi thi na hai na hogi
gam-e-yaar se shikayat
mere dil ke aaine me, hain basi teri hi surat
mere dil ke aaine me, hain basi teri hi surat
kisi aur ki to surat
kisi aur ki to surat, kabhi thi na hai na hogi
hume gair se mohabbat
hume gair se mohabbat, kabhi thi na hai na hogi
gam-e-yaar se shikayat
tere daamane wafaa me
mujhe mil gaya hain sabkuch
tere daamane wafaa me
mujhe mil gaya hain sabkuch
tere daamane wafaa me
mujhe mil gaya hain sabkuch
mujhe aarzu-e-jannat
mujhe aarzu-e-jannat, kabhi thi na hai na hogi
hume gair se mohabbat
hume gair se mohabbat, kabhi thi na hai na hogi
gam-e-yaar se shikayat
Comments for lyrics of song "Gham E Yaar Se Shikayat Kabhi Thi Naa"
Shanmukh Kamble on Wednesday, May 09, 2012 perhaps one of the sweetest songs by one of Greatest Melody Queen Anuradha
Paudwal of India