Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Guftagu - गुफ्तगू
bol du ya chup rahu nazro ki hai guftagu
bol du ya chup rahu nazro ki hai guftagu
muskura ke kare jo gila
us pal ko aaj main kya naam du
suljhi hui hai zindagi uljhe kyo jajbat hai
khamoshi kar de jo bayan kya ye wahi baat hai
bichhde armaano ki kya ye mulakat hai
bol du ya chup rahu nazro ki hai guftagu
bol du ya chup rahu nazro ki hai guftagu
kar diya tha jisne khafa
us kal ki aaj phir hai aarzu
khwahisho ki raakh mein sulge huye angare hai
jaise purane geeto ko mili nayi aawaz hai
kashti ko thi jiski ummed kinara wahi paas hai
bol du ya chup rahu nazro ki hai guftagu
bol du ya chup rahunazro ki hai guftagu.