Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amitabh Bachchan - amitabh_bachchan_059.jpg
Amitabh Bachchan

Juaari
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Haara Khiladi Jeet Gaye Hum - हारा खिलाड़ी जीत गए हम

haara khiladi jeet gaye hum
humko na samjho kisi se kam
haara khiladi jeet gaye hum
humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam

haara khiladi jeet gaye hum
humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam

kismat ka kaisa khel ho gaya
hum pass hue wo fail ho gaya
haay kismat ka kaisa khel ho gaya
hum pass hue wo fail ho gaya
yaari ye apni salamat rahe
apni hamesha mohabbat rahe
tere liye apun bidu jaan bhi lutayega
teri kasam apun tere tension mitayega
kabhi hum thande kabhi hai garam
humko na samjho kisi se kam
kabhi hum thande kabhi hai garam
humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam

haara khiladi jeet gaye hum
humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
bagad bam bam, he bagad bam bam
bagad bam bam, he bagad bam bam

hum to jaha bhi jate hai yaar
apna hi rang jamate hai yaar
hum to jaha bhi jate hai yaar
apna hi rang jamate hai yaar
humse agar koi takrayega
marenge thokar mit jayenga
lafda agar koi kare tujhse raja
main to baja dunga uska band baja
are hum to chalenge mila ke kadam
humko na samjho kisi se kam
are hum to chalenge mila ke kadam
are humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam

haara khiladi jeet gaye hum
humko na samjho kisi se kam
hum jo bhi chaahe kar ke dikhaye
hum mein bada hai dam dam dam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam
he bagad bam bam, he bagad bam bam


lyrics of song Haara Khiladi Jeet Gaye Hum



Film cast: Dharmendra, Shilpa Shirodkar, Deepak Saraf, Mehmood, Raza Murad, Johny Lever, Armaan Kohli, Paresh Rawal, Kiran Kumar
Film Director: Jagdish Sharma
Film Producer: Vijay Sharma
External Links: Juaari at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Jeeva (1986)
Jeeva (1986)
Baiju Bawra (1952)
Baiju Bawra (1952)
Goonj Uthi Shahnai (1959)
Goonj Uthi Shahnai (1959)
Inkaar (1977)
Inkaar (1977)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy