|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Hain Meri Saansein Teri Amanat - हैं मेरी साँसें तेरी अमानतhain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
mili hain mujhko teri mohabbat
hain tera karam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
mili hain mujhko teri mohabbat
hain tera karam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
jo teri chahat mili na hoti
jo teri chahat mili na hoti
to dil ki mehfil saji na hoti
ye zindagi, zindagi na hoti
agar na milte hum
ye zindagi, zindagi na hoti
agar na milte hum
mili hain mujhko teri mohabbat
hain tera karam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
sunaye aankhe tere fasane
sunaye aankhe tere fasane
hain dhadkano mein tere tarane
khuda mohabbat ka tujhko maane
dil teri kasam
khuda mohabbat ka tujhko maane
dil teri kasam
mili hain mujhko teri mohabbat
hain tera karam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam
tu dil mein armaan banke rahna
tu dil mein armaan banke rahna
wafa ki pehchaan banke rahna
sanam meri jaan banke rahna
tu janam janam
sanam meri jaan banke rahna
tu janam janam
mili hain mujhko teri mohabbat
hain tera karam
hain meri saanse teri amanat
aye mere sanam

|
Comments for lyrics of song "Hain Meri Saansein Teri Amanat" |
|
Ismail Jogiyat on Monday, February 18, 2013 heart touching.
Shamoon Khan on Sunday, November 16, 2014 Bilkul sahi.
Shamoon Khan on Sunday, November 16, 2014 Bilkul dahi
Sohail Veerwani on Tuesday, May 29, 2012 nice ghazal
antu neelesh - Udit Narayan on Wednesday, July 13, 2011 wrong title
|
 Deewangee |
Singer: | Anuradha Paudwal, Chandan Dass | Lyricist: | Payam Sayeedi, Amir Qazalbash, Mahendra Dehlvi, Bashir Badr, Qateel Shifai, Shahid Kabir, Murad Lucknowi | Music Director: | Lalit Sen, Jaidev |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|