Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai) - हमें चाहे बदनाम कर दे ज़माना (मेरी नज़र हसीन है )
hume chahe badnam kar de zamana
magar hum sunakar rahenge fasana
mohabbat chhupao toh chhupti nahi hain
ye aawaz roke se rukti nahi hain
aa, meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
dil ko aana tha ik din kahin na kahin
dil ko aana tha ik din kahin na kahin
dil ki manjil jahan thi ruka hai wahin
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
ye hawa ye sama chandni raat ka
ye hawa ye sama chandni raat ka
kya batau tujhe rang jajbaat ka
jhank kar meri aankho me khud dekh le
munh se kah du toh phir kya maja baat ka
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
pyar karna pada dard sahna pada
pyar karna pada dard sahna pada
tujhko dekha toh khamosh rahna pada
lakh daman bachaya na hum bach sake
dil se majbur ho kar ye kahna pada
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
yeh samajhne ki mujhko jarurat nahi
baat najro ki hain, baat kuch bhi nahi
jisko dil chahe duniya me hain woh hasi
meri najre hasi hain ki, tum ho hasi
Comments for lyrics of song "Hame Chahe Badnam Kar De Jamana (Meri Nazre Hasin Hai)"
jasbongy on Sunday, June 13, 2010 What to write about O.P. Nayyar ji's excellent music with Asha ji's
brilliant singing and that also for so charming,Sadhna ? The beat of payal
is great. Thumbs Up. Thanks Ajay Bhaiya. I like all the songs of '' Ek M
Ek. H.'' Love. Didi.