|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmee - हर तरफ हर जगह बेशुमार आदमीhar taraf har jagah beshumar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
subah se sham tak bojh dhota hua
subah se sham tak bojh dhota hua
apni hi laash ka khud majaar aadmi
apni hi laash ka khud majaar aadmi
phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
har taraf bhagte daudte raaste
har taraf bhagte daudte raaste
har taraf aadmi ka shikaar aadmi
har taraf aadmi ka shikaar aadmi
phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
roz jeeta hua roz marta hua
roz jeeta hua roz marta hua
har nayi din naya intzaar aadmi
har nayi din naya intzaar aadmi
phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
jindagi ka mukaddar safar dar safar
jindagi ka mukaddar safar dar safar
aakhiri saans tak bekaraar aadmi
aakhiri saans tak bekaraar aadmi
phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi
har taraf har jagah beshumar aadmi

|
Comments for lyrics of song "Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmee" |
|
Sucharita Das on Saturday, April 26, 2014 nice song,har taraf har jagah beshumar adami.phir bhi tanhaiion ka sikar
adami.
|
 Sajda (Album) |
Singer: | Lata Mangeshkar, Jagjit Singh | Lyricist: | Ahmad Faraz, Qateel Shifai, Nida Fazli, Waseem Barelvi, Akhtar Shirani, Shahid Kabir, Ahmad Nadeem Qasmi, Nazeer Baqri, Sahir Bhopali, Zafar Gorakhpuri, Muzaffar Warsi, Saba Afghani, Danish Aligarhi | Music Director: | Jagjit Singh |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|