Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ho Chand Chamaka Andhere Me Aaj Hai - हो चाँद चमका अन्धेरे में आज है
ha ha ha ha ha
ho chand chamaka ho chand chamaka
ho chand chamaka andhere me aaj hai
ho mere raaja kaa jangal me raaj hai
ho chand chamaka andhere me aaj hai
ho mere raaja kaa jangal me raaj hai
ho tera bhag tujhape diwana rahe
ho tera bhag tujhape diwana rahe
ke ghar ghar me tera tarana rahe
ke ghar ghar me tera tarana rahe
o ho jhuka sir aaj sara jamana rahe
o ho jhuka sir aaj sara jamana rahe
ho mere munne raaja ho mere bhole raaja
ho mere munne raaja
is pyare vatan ki to laaj hai
ho mere raaja ka jangal me raaj hai
ho chand chamaka
ho chand chamaka andhere me aj hai
ho mere raaja ka jangal me raaj hai
ho chamak teri suraj se badhakar rahe
ho chamak teri suraj se badhakar rahe
ke sari duniya ka to akabar rahe ho
ke sari duniya ka to akabar rahe ho ho
hindu muslim ka palla barabar rahe
hindu muslim ka palla barabar rahe
ho mere munne raaja ho mere bhole raaja
ho mere munne raaja
iss pyare vatan ka to taaj hai
ho mere raaja ka jangal me raaj hai
ho chand chamaka
ho chand chamaka andhere me aj hai
ho mere raaja ka jangal me raaj hai
ho chand chamaka
Comments for lyrics of song "Ho Chand Chamaka Andhere Me Aaj Hai"
TheDeepakp on Thursday, January 02, 2014 FILM : "HUMAYUN" - 1945.
Film cast: Yusuf Effendi, Himalaywala, Abdul Kader, Ashok Kumar, Chandra
Mohan, Nargis, Shah Nawaz, Abdul Rashid, Afghan Sandow, K.N. Singh, Veena
Singer: Shamshad Begum, Raj Kumari
Lyricist: Shums Lucknavi, Arzu Lucknavi Anjum Pilibhiti, Pandit Madhur,
Vikar Ambalvi
Music Director: Ghulam Haider
Film Director: Mehboob Khan
Film Producer: Mehboob Khan