Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Dev Anand - dev_anand_020.jpg
Dev Anand

Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Hue Bechain - हुए बेचैन

huye bechain pehli baar, humne raaz ye jaana
mohabbat me koi aashiq
kyo ban jata hai deewana

agar iqrar ho jaye, kisi se pyaar ho jaye
bada mushkil hota hai dil ko samjhana

huye bechain pehli baar, humne raaz ye jaana
mohabbat mein koi aashiq
kyo ban jata hai deewana

tasabbur ke haseen lamhe, tera ehsaas karte hain
tera jab zikar aata hai, to milne ko tadapte hain
humara haal na puchho, duniya bhul baithe hain
chale aao tumhare bin na marte hai na jeete hai

suno acha nahi hota, kisi ko aise tadpana
mohabbat me koi aashiq, kyu ban jata hai deewana

agar ye pyaar ho jaye, kisi pe dil jo aa jaye
bada mushkil hota hai, dil ko samjhana
huye bechain pehli baar humne raaz ye jaana

tu hi hai, tu hai, tu hi hai, oo, ho

phalak se puchlo chahe, gawah ye chaand taarein hai
na samjho ajnabi sadiyon se, hum to bas tumhare hai
mohabbat se nahi waakif, bahot anjaan lagti ho
hume milna jaroori hai, haqeeqat na samajhti ho

hmm, koi kaise samajh paye,kisi ke dil ka afsana
mohabbat mein koi aashiq
kyo ban jata hai deewana

agar iqrar ho jaye, kisi se pyaar ho jaye
bada mushkil hota hai
dil ko samjhana

huye bechain pehli baar, humne raaz ye jaana
mohabbat mein koi aashiq
kyo ban jata hai deewana



Film cast: Dimppy Ramdayal, Lalit Mohan Tiwari, Natasha Fernandez, Shiv Darshan, Soni Kaur, Upen Patel
Singer: Yasser Desai, Palak Muchhal
Lyricist: Nadeem Saifi, Faaiz Anwar
Music Director: Nadeem Saifi
Film Director: Suneel Darshan
Film Producer: Suneel Darshan
External Links: Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha at IMDB    Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha at Wikipedia

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Ghar Ghar Ki Kahani (1971)
Ghar Ghar Ki Kahani (1971)
Anand Math (1952)
Anand Math (1952)
Paying Guest (1957)
Paying Guest (1957)
Bidaai (1974)
Bidaai (1974)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy