Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu - हुई है शाम तो आँखों में बस गई फिर तू
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu

kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu

tu, fir tu
mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi

mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu
hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai

ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu
faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
zamana saahib e zar aur sirf shaair tu
zamana saahib e zar aur sirf shaair tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu
Comments for lyrics of song "Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu"
Letsfirst Chat on Friday, December 07, 2012 Faraaz tu ney usey mushkilon mein daal diya Zamana saahib-e-zarr aur sirf
shaiyir tu Mehroom Ahmed Faraaz saahab ney apni kalam ki teer kya
chaliye.some of his lines are really wonderful.zamana
saahib-e-zarr aur sirf shaiyir tu.bhai wah wah, suhanallah.zamana
yaad rakhega yeh sher. Bahut hunda gayi hai Ghulam Ali saab ney.the
presentation of "tu" is really awesome. Tx for uploading Ifteeebhai.
Jag meet on Sunday, May 25, 2014 Hasi khushi se bichar ja agar bicharna hai
Ye har mukam pe kya sochta hai aakhir tu..
Jag meet on Sunday, May 25, 2014 Hui hai sham to ankhon me bas gya fir tu..
subhaan allah
Iftikhar Sultan on Sunday, September 29, 2013 Thanks For Your Nice Comments :)
Iftikhar Sultan on Sunday, September 29, 2013 Shukriya :) Mudasar Bhai :)