Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hum Ke Thahre Ajnabi - हम के ठहरे अजनबी इतनी मुलाकातों के बाद
um ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad
phir banenge aashiyaan
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad
hum ke thahre ajnabi
kab najar mein aayegi bedaag sabze ki baat

umar ke dhabbe dhulenge
umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad
umar ke dhabbe dhulenge kitni barsaton ke baad
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad
hum ke thahre ajnabi
the bahut bedard lamhe khtam darde ishq ke

the bahut bemahar subahe
the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad
the bahut bemahar subahe mehaebaan raato ke baad
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad
unse jo kahne gaye the faiz ja sadka kiye

ankahi hi rah gayi
ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad
ankahi hi rah gayi wo baat sab baaton ke baad
hum ke thahre ajnabi itni mulakaton ke baad
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad
phir banenge aashiyaan itni mulakaton ke baad
hum ke thahre ajnabi hum ke thahre ajnabi

Muzaffar Ali, Nurul Hasan, Ustad Moin Khan, Surjo Bhattacharya, Swati Natekar, Abida Parveen, Chhaya Ganguli, Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh
Lyricist:
Firaq Gorakhpuri, Rahi Masoom Raza, Faiz Ahmed Faiz, Kazi Nazrul Islam, Ibn E Insha, Jigar Moradabadi, Arzoo Lucknawi, Ahmad Faraz, Akhtar Shirani, Moinul Hasan Jazbi, Abdul Hameed Adam, Makhdoom Mohi
Music Director:
Muzaffar Ali
You may also like songs from these films on HindiGeetMala