Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Humko Mann Ki Shakti Dena - हमको मन की शक्ति देना, मन विजय करे
humko man ki shakti dena, man vijay kare
dusro ki jai se pahle khud ko jai kare
humko man ki shakti dena, man vijay kare
dusro ki jai se pahle khud ko jai kare
humko man ki shakti dena
bhed bhav apne dil se saaf kar sake
bhed bhav apne dil se saaf kar sake
dosto se bhul ho to maaf kar sake
jhuth se bache rahe, sach ka dum bhare
dusro ki jai se pahle khud ko jai kare
humko man ki shakti dena
mushkile pade to humpe itna karm kar
sath de to dharm ka chale to dharm par
khud pe hausla rahe, vadi se na dare
dusro ki jai se pahle khud ko jai kare
humko man ki shakti dena, man vijay kare
dusro ki jai se pahle khud ko jai kare
humko man ki shakti dena