Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Saira Banu - saira_banu_027.jpg
Saira Banu

Love Is Life (Udit Narayan)
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Inteha Mohabbat Kee - इन्तेहा मोहब्बत की, पार कर गए होते

inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
tum agar nahi milate, hum to mar gaye hote
hum to mar gaye hote
haan inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
tum agar nahi milate, hum to mar gaye hote
hum to mar gaye hote

dard banke har ik dhadkan, aajmaa rahi thi
bekhudi bhi apni khud pe, muskura rahi thi
ho dard banke har ik dhadkan, aajmaa rahi thii
bekhudi bhi apni khud pe, muskura rahi thi
mil rahi thi khushiya bhi, saath saath gam bhi the
kuch udaas tum bhi the, kuch udaas hum bhi the
tutkar sabhi sapne, yun bikhar gaye hote
tutkar sabhi sapne, yun bikhar gaye hote
tum agar nahi milate, hum to mar gaye hote
hum to mar gaye hote

khatm kar diya ab humne, badhate fasalo ko
dhundh hi liya hain aakhir, apni manzilo ko
ho khatm kar diya ab humne, badhate fasalo ko
dhundh hi liya hain aakhir, apni manzilo ko
daasta jo kal tak thi, aaj wo haqikat hain
kuch hain ye deewanapan, kuch to apni kisamat hain
dil ki raah me gam ke, rang bhar gaye hote
dil ki raah mein gam ke, rang bhar gaye hote
tum agar nahi milate, hum to mar gaye hote
hum to mar gaye hote

inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
inteha mohabbat ki, paar kar gaye hote
tum agar nahi milate, hum to mar gaye hote
hum to mar gaye hote


lyrics of song Inteha Mohabbat Kee

Comments for lyrics of song "Inteha Mohabbat Kee"
DonNeverGivesUp on Thursday, November 24, 2011
yaar i love the way you made this vid, sab kuch perfect hai aur udit ji is
the best, this line - hum toh mar gayee hote, har baar different style se
kaha song mein udit ji ne, he rock's aur vid ke saath bhi yeh song jaa raha
tha, nice to see katz, my favourite, an i remember that scene @ 5:18 akshay
spoil's her dress, aur instead of saying sorry to her, he say's, o god my
cheese burger ahhaahahha i love the way you added scene's at the start an
then mixed it with the song awesome work 100/100

antu neelesh - Udit Narayan on Saturday, November 26, 2011
@MereBinaTum mast upload to hai hi nabu, lekin jara dialogues dekho -- mere
life ka best wo hai tum tum milte ho, mere life ka bura pal wo jab tum
jaati ho -- bas yahi kahunga, agar koi do insaan agar aaisi mohabbat karte
hai to wo real love hai, kyoki mohabbat feeling hai, jab ho jaati hai na
nabu to insaan bas akele mei muskurate rehta hai, shayari usko aa jaati
hai, wo dance bhi karna jaan leta hai, uske liye life beautiful ho jaati
hai, aur kya kahu -- sab ke life mei ek baar to hua hi hai

420Punam4Shah on Friday, November 25, 2011
Oooyee yaar tune meri man ki baat kaise jaan jata hai sale ??? yeh udit ke
Album Love Is Life mein bohat share songs hai jo mai upload kadna chahtti
thi par yeh sabse khaash song haii yaar, bohat hi sad song hai mere liye :(
mai sooch rahi thi upload kkadu par acha kiya jo tuumne kadliya kyu ki
tumsab youtube ke king ho aur bohat ache tarah se mix vid banate
ho.luved it. yeh tera vid jo bhi dekhega toh sabko best lagega, haye
bohat hi hard work kiya hai tumne yaar.luv udit ji.

Hunny Bunny on Thursday, November 24, 2011
Kitna acha lagta hai jab 2 pyar karne walo k nam ek sath likhe jate hain
ahannnn, Sab scenes ache lag rehe, 2:40 pe kat ticket bhool jati hai, Par
real mai toh koi aur bhulakar bhool jata hai hamesha lolzz, aur fir kat
chattrii k sath khel rahi hai... hehe Udit ne bahut sweetly sing kiya...
Mil rahi thi khushiyan bhi.. Sath sath gham bhi thay, Kuch udas tum bhi
thay, Kuch udas hum bhi thay... At 4:00 bechari ka sandal toot gaya, aur
akshay shoes ghumai jaa raha hai lol

DonNeverGivesUp on Thursday, November 24, 2011
summary ;p start mein woh line - pyar mein shaq ki koi jhagah nahin hoti
hai, jahan pyar hota hai, wahan sirf pyar hota hai, haye dil ko lag gayee,
yeh baat ;p phir woh line - log seeti kyun baja the hai ? jaane wale rokk
jaaya karte hai 10/10, katz ka sabse khoobsurat pal jab woh akki se milti
hai, aur akki ka sabse bura pal, jab woh katz se milke alag hojata hai, aur
kambhakht dono pal ek he saath aata hai ;p continued ...

View all 15 comments related to song Inteha Mohabbat Kee - इन्तेहा मोहब्बत की, पार कर गए होते


Singer: Udit Narayan
Lyricist: Faaiz Anwar
Music Director: Anand Milind

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Maqsad (1984)
Maqsad (1984)
Masoom (1996)
Masoom (1996)
Ishq Par Zor Nahin (1970)
Ishq Par Zor Nahin (1970)
Tohfa (1984)
Tohfa (1984)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy