Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jaal Bichhe Hain Nigahon Ke - जाल बिछे हैं निगाहों के
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
gal gulabi chal sarabi lele sahare baho ke
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
gal gulabi chal sarabi lele sahare baho ke
jaal biche hai nigaho ke jal biche hai nigaho ke
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya buri ho lala la
adat nahi chut sakti
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho ya bhuri ho adat nahi chut sakti
raja hamari tumhari
ye julfe nahi janjire hai inko todke kaha jaoge
ye julfe nahi janjire hai inko todke kaha jaoge
tere dil me meri tasvir hai
mujhko chodke kaha jaoge
ankhe milayi hai kasme uthayi hai
daman chudana nahi
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya bhuri ho lala la
adat nahi chut sakti raja hamari tumhari
tum aaye yaha apni marji se
meri marji hai jane du na jane du
tum aaye yaha apni marji se
meri marji hai jane du na jane du
mai to chlaka hua paimana hu
na mai hosh me aane du na aane du
dilwar jawani hai yari purani hai
ankhe churani hai
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya bhuri ho lala la
adat nahi chut sakti raja hamari tumhari
Comments for lyrics of song "Jaal Bichhe Hain Nigahon Ke"
TheDeepakp on Monday, March 10, 2014 Film cast: Jeetendra, Mumtaz, Prem Chopra, K N Singh, Jagdeep, Asit
Sen, Tun Tun, Agha, Naaz, Parveen Paul, Aruna Irani, Sachin Pilgaonkar,
Laxmi, Baby Naaz, Bobby, Prabhakar, Prem Kumar, Joshi, Kiran, Nadira,
Akhtar, Pande, Pratibha, Lata Arora, Jaidev
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director: Ravi Nagaich
Film Producer: Malikarjun Rao, Ram (2)