Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jaana Tumko Jaana Ho To Mat Aana - जाना तुमको जाना हो तो मत आना
jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana, haan
ho, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana
humko aur rulana ho toh mat aana
jaanaan
oh, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana
haan, humko aur rulana ho toh mat aana
jaanaan ho, jaanaan
aane waale ho toh ek guzarish hai
aane waale ho toh ek guzarish hai
jaldi wapas jaana ho toh mat aana
haan, humko aur rulana ho toh mat aana
jaanaan
aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein, haan
aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein
kachche neend jagana ho toh mat aana
humko aur rulana ho toh mat aana
jaanaan ho, jaanaan oh, jaanaan