Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jaaneman Jaanejaan - जानेमन जानेजा
jaaneman jaaneja mere jaanejaha
jaaneman jaaneja mere jaanejaha
main tadapti yaha tu tadapta kaha
mere jaa ye bata ke main jaau kaha
o jaaneman jaaneja meri jaanejaha
jaaneman jaaneja meri jaanejaha
main tadapta yaha tu tadapti waha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
sach chhupane ki mujhko hai aadat nahi
sach chhupane ki mujhko hai aadat nahi
pyar ki is jamane mein kimat nahi
mere bichhade sanam tere sar ki kasam
bin tere ab to jeene ki chahat nahi, chahat nahi
dil se uthata teri aarzoo ka dhua
main tadapta yaha tu tadapti waha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
bhulne par mujhe tujhko mil jayenge
sochne par mujhe kuch to mil jayenge
yaad rakhna agar yaad aane lage
dhundhne par mujhe tujhko mil jayenge
tere dil par meri dhadkano ki nisha
main tadapti yaha tu tadapta kaha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
jaaneman jaaneja mere jaanejaha
jaaneman jaaneja mere jaanejaha
main tadapti yaha tu tadapta kaha
mere jaa ye bata ke main jaau kaha
jaaneman jaaneja meri jaanejaha
main tadapta yaha tu tadapti waha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha
meri jaa ye bata ke main jaau kaha