Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee - जब रात नहीं कटती, एक रात नहीं कटती
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi
jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai
jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai
ashko ne bujhayi hai
ashko ne jo bhadakayi aag woh kaise bujhegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi
de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange
de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange
yeh duniya khushi mange
jo shakh se tuti ho, kali woh kaise khilegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi
ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu
ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu
marne ki duwa kar lu
gar ham na mite ai dil, maut phir kaise jiyegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi, jab raat nahi
Comments for lyrics of song "Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee"
Surender Bhutani on Tuesday, June 11, 2013 A wonderful song composed by Hansraj Bahl. Probably one of his finest
songs. It is full of pathos.