Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
jab pyar mein hai mar mar jeena
fir apne aansu kya peena
jab pyar me hai mar mar jeena
fir apne aansu kya peena
is rang bhare mausam ki kasam
jalta hai to jalne de seena
pyasa mera haa ho pyasa mera
har mausam mein peeke bhi
najar se bund bund
jab sawan barse bund bund
jab koi tarse bund bund
yaha pyar mein jeena mushkil hai
yaha rasta hai na manjil hai
yaha pyar mein jeena mushkil hai
yaha rasta hai na manjil hai
dil tukde tukde karti hai
ye duniya bhi ek katil hai
yaha khun-e-jigar ho
yaha khun-e-jigar har shaam
shahar tapke khanajar se bund bund
jab sawan barse bund bund
jab koi tarse bund bund
dil hua hai jab se chur chur
sab dekhe mujhe khur khur
dil hua hai jab se chur chur
sab dekhe mujhe khur khur
main pas bhi rah ke pas nahi
koi ho gaya mujh se door door
mere haal pe aanshu ho
mere haal pe aanshu parbat ke
tapke paththar se bund bund
jab sawan barse bund bund
jab koi tarse bund bund
jab koi khata ho jati hai
badanaam wafa ho jati hai
jab koi khata ho jati hai
badanaam wafa ho jati hai
apne nahi hote hai juda
duniya bhi ho jati hai
kab tak lahu du ho
kab tak lahu du is dil ko
apne hi jigar se bund bund