Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jawani Ka Yeh Alam Hai, Khuda Ahafij Tumhara - जवानी का ये आलम है, खुदा हाफिज तुम्हारा
jawani ka jawani ka ye aalam hai
khuda ahafij tumhara
tadap jata mai is dar se
kabhi dil bhi tha hamara
ke dushman koi bhi hamara bane na
hamare siwa koi tumhare bane na
ke dusman koi bhi hamara bane na
hamare siwa koi tumhare bane na
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara
sare nazare kahte hai tumse
dedo hume bhi shokhi nazar ki
jhukane lagi hai ha kadamo me bazi
aisi lachak hai patali kamar ki
chikani chikani bahe barfili ye raahe
hum ko karti hai diwana jawani ka
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara
dil ki nirali dunia me aao
aisi suhani basti milegi
hatho me koi ha sagar na hoga
aankho me lekin masti milegi
matwali ho ye raate
raato me ye baate
kaisi hoti hai ye na pucho jawani ka
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara
Comments for lyrics of song "Jawani Ka Yeh Alam Hai, Khuda Ahafij Tumhara"
simlock62 on Wednesday, August 05, 2009 Thanx for this song. Never heard it before. Ganesh is a good music director. Do you have more songs of this movie?
rajaslg on Tuesday, August 02, 2011 please post the full movie.(Kahin Aar Kahin Paar 1971)
Wasif Bashir on Monday, May 16, 2011 kishore kumar one the greatest singer ever in india
Wasif Bashir on Sunday, May 15, 2011 plz share more song of kishore kumar in this theme
Wasif Bashir on Monday, May 16, 2011 thank you (Lethal1985) for sharin the great song