Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kabhi Dil Se Kam Mohabbat - कभी दिल से कम मोहब्बत
kabhi dil se kam mohabbat kabhi dil se kam mohabbat
na hui na hai na hogi, na hui na hai na hogi
hume aapse shikayat hume aapse shikayat
na hui na hai na hogi
hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai
hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai
ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat
ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat
kabhi pyar me bejarat na hui na hai na hogi
kisi aur ki ye kismat na hui na hai na hogi
tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare
tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare
jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya
jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya
kabhi is tarah ibadat na hui na hai na hogi
is dil me aisi chahat na hui na hai na hogi
Comments for lyrics of song "Kabhi Dil Se Kam Mohabbat"
Waheed Shirzay on Tuesday, May 04, 2010 @HumAapKeHainKaoNn thanks alot yaar. aap kitne dayalo ho. asman ke taaro ke
leye bohut shukria. ab agar next time praise karni ho phir kya dogi?? ab
stars to gaye es songs ke saath? ab kya paharo aur phoolo ko ataa
farmaaogi. nawazish nawazhish..
Javed Shah Afridi on Monday, September 28, 2009 This is a superb song of Kumar sanu and sadhna but isn't include in the
movie which is sad. Superb composition and Amazing singing of both Kumar
sanu and Sadhna. Waheed's choice is amazing he is a true melody lover. Lage
raho chote mian.
QuettaKing on Monday, September 28, 2009 Kya Baat Hai KaKay Din Ba Din Tere Uploads Beautiful hote ja rahe hain, Kon
Si Company Ke Songs Upload Kar Raha Hai? hahahahaha just kidding, Very Nice
and very melodious upload as usual u are the best dude. keep it up.
Waheed Shirzay on Tuesday, May 04, 2010 @HumAapKeHainKaoNn yahi to .. aap ko nawazish ka pata nahi? tu aap ka
matlab hai ke main kabhi aap se mukhateb hi nahi tha. yeh to kesi ko
shukria ada karne ke baad farmaya jaata hai.
hum925 on Thursday, May 13, 2010 jaan dis song is 4 u, meri muskurahat ki wajah b tum ho, meri zindagi ka matlab tum ho, agar zindagi mein sath chorna mera to samajh lena meri mot ki waja b tum ho...