Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Akshay Kumar - akshay_kumar_001.jpg
Akshay Kumar

Bidaai
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Kabhi Khole Na Tijori Ka Taala
3.96 - 24 votes
Jeetendra
Funny Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.96
Total Vote(s) : 24
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Kabhi Khole Na Tijori Ka Taala - कभी खोलें ना तिजोरी का ताला

ho kabhi khole na tijori ka taala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna
kabhi khole na tijori ka taala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna
ho kab niklega iska diwaala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna

hat jaao mat shor karo
hat jaao mat shor karo
sasure ko mat bore karo
sasura acchha banda hai
maana kaala dhandha hai
unchi mill ka maalik hai
chhote dil ka maalik hai
unchi mill ka maalik hai
chhote dil ka maalik hai
itna dhan kaise aaya, main bolun aise aaya
lekar naam naseebo ka
lekar naam naseebo ka
chusa khun gareebo ka
sadhu bankar ye daaka daala
haan mera sasura badha paise wala
tun tuna tun tuna tun tuna

miliye ab is gori se, miliye ab is gori se
meri prem chakori se
kaisi pyari lagti hai, abla naari lagti hai
gaaon ko dhokha de aayi
mujhko shehar mein le aayi
gaaon ko dhokha de aayi
mujhko shehar mein le aayi
kad ki thodi chhoti hai, par shtranj ki goti hai
aisi chaal ye chalti hai
aisi chaal ye chalti hai
kehte jaan nikalti hai
kaisi aurat se pad gaya paala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna

ab tum poochho kaun hai ye
ab tum poochho kaun hai ye
kitni der se maun hai ye
ye sevak hai swami ka
rishtedaar hai tommy ka
kadchha hai na khamcha hai
ye chhota sa chamcha hai
kadchha hai na khamcha hai
ye chhota sa chamcha hai
kutte sa peeche daude, pakde to phir na chhode
achha is ka kaam nahin
achha is ka kaam nahin
par ye namak haraam nahin
chori ke maal ka ye rakhwaala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna

kabhi khole na tijori ka taala
kab niklega iska dewaala
haan mera sasura badha paise waala
tun tuna tun tuna tun tuna


lyrics of song Kabhi Khole Na Tijori Ka Taala

Comments for lyrics of song "Kabhi Khole Na Tijori Ka Taala"
Rajinder Nayar on Monday, September 24, 2012
Kya baat hai kitne umda lyrics hain aur kitna hi achha gaya hai maza aa
gaya THANKS

DonNeverGivesUp on Monday, July 30, 2012
ahhahaha another great funny song by the legendery kishore da

Wasif Bashir on Saturday, October 01, 2011
Amazing song of kishore kumar

Noor Islam on Tuesday, December 17, 2013
nice song remember my life



Film cast: Jeetendra, Leena Chandavarkar, Durga Khote, Madan Puri, Asrani, Jagdeep, Birbal, A K Hangal, Satyen Kappu, Kanan Kaushal
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director: T L V Prasad
Film Producer: T L V Prasad
External Links: Bidaai at IMDB    Bidaai at Wikipedia
Watch Full Movie: Bidaai at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Love In Tokyo (1966)
Love In Tokyo (1966)
Tere Ghar Ke Samne (1963)
Tere Ghar Ke Samne (1963)
The Train (1970)
The Train (1970)
Himmatwala (1983)
Himmatwala (1983)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy